Thursday, July 1, 2010

love shayari

Ishq tujhse karta hoon
main zindagi se zyada
Main darta nahi maut se
teri judaii se zyada
Chahe to aazmale mujhe
kisi aur se zyada
Meri zindagi me kuch nahi
teri mohabbat se zyada…
`
Band Rakhte Hai Jubaan Lub Khola Nhi Karte
Chand Ke Samne Sitare Bola Nhi Karte
Yaad Karte Hai Tumko Har Pal Lekin
Ye Raaz Hotho Se Kabhi Khola Nahi Karte…
`
Dil ki baat jubaan pe aane ki hai baari
Pyar ki manzil dhoondti hai apni ye sawari
Dil ko dil se milane ki hai taiiyari
Aur in lamho ki khushboo mein doobi hai duniya saari…
`
Ye Aur Baat Hai Hum Tumko Yaad Aa Na Sake
Sharab Pi Ke Bhi Hum Tumko Bhula Na Sake
Ye Fasalo Ki Hai Basti Isi Liye Yaaron
Wo Paas Aa Na Sake Hum Bhi Paas Ja Na Sake
Suku Diya Hai Zamane Ko Mere Nagmo Ne
Azeeb Baat Hai Khud Ko Hi Hum Hassa Na Sake…

written by Mrs Rubina Yasmeen

Chalo Yeh Maan Liya Ke Aankh Meri Namm Nahi
Gumaan Naa Kar Ke Mere Dil Me Koi Gham Nahi

Ussi Ko Khouf Hai Ki Manzilein Kathin Hai Bohut
Wafaa Ki Rah Pe Mera Jo Humqadam Bhi Nahi

Tumhe Guroor Hai Apni Sitamgiri Pe Agar
Aaye Dost Hounsla Jeene Ka Mujh Me Bhi Kamm Nahi

Suroor-E-Dil Bhi Wahi Hai Aziz-E-Jaan Bhi Wahi Hai
ke Darr-E-Zeesat Pe Ek Naam Jo Raqm Bhi Nahi

Ilm Jo Haq Ka Uthaya Hua Hai Mein Ne Abhi
Bahaal Saans Hai, Bazoo Mere Qalam Bhi Nahi

Hazar Gham Hain Magar Phir Jo Salamat Hoon
Toh Kis Tarah Se Keh Doun Tera Karam Bhi Nahi

Sunday, October 19, 2008

रात होगी तो चांद भी दुवाई देगा,खाबों मे तुम्हे वो चेहरा भी दिखाई देगा,ये मुहोब्ब्त है जरा सोच के करना,एक आंसू भी गिरा तो भी सुनाई देगा...नजर से नजर मिलती है,उसे जन्नत ना समजना,नजर तो कोई भी मिलाता है,उसे मुहोब्बत ना समजना.....जलन सुरज से होती है,पर तडपना धरती को पडता है,प्यार आखों से होता है,पर तडपना दिल को पडता है....गा सकू आपका नगमावो साज कहा से लाऊ ?सुना सकू आपको कुछवो अंदाज कहा से लाऊ ?यु तो चांद तारों की तारीफ़ करना आसान है,कर सकू आपकी तारीफ़ वो अल्फ़ाज कहा से लाऊ?......हर फ़ूल खुषबूदार नही होता,हर पत्थर चमकदार नही होता,अरे मेरे दोस्तों दोस्ती देखकर करना,हर दोस्त वफ़ादार नही होता........कष्टी बहती है किनारे की तलाश मे,लोग मिलते है प्यार की आस मे,हम रोज नही मिलते आपसे मगर,,,कुछ वक्त जरुर बिताते है आपकी याद मे.......सभी नगमे साज मे गाए नही जाते,सभी लोग मैफ़ील मे बुलाए नही जाते,कुछ पास रहकर भी याद नही जाते,कुछ दूर रहकर भी भुलाए नही जाते
You made me cry, because we are apart..You left me in tears, you’ve entered my heart..It wasn't your fault, I guess it was mine..For love can't be forced,neither our mind.I've tried more than once, to get over you..But you make it so hard, with cute things you do..I thought love was a good feeling,but I've got nothing to gain.just sorrows and tearsand a li'l more pain..The day the pain started, reality came too.It was the day I realized .....What is Life Without You?...